Mere Desh Ki dharti song from Upkar (1967) is dedicated to
the nation. The glory and culture of the nation was expressed in this song.The song was sung by Mahendra Kapoor very devotedly, Indeevar has
written the lyrics of Mere Desh Ki Dharti, whereas Kalyanji and Anandji have
given the music for Mere desh ki dharti song. It is considered as one of the best
patriotic song forever.
Lyrics of Mere desh ki dharti
A….. O…..
A….. O…..
Mere desh ki dharti…..
mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti, mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti ||chorus||
Ugle heere moti, mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti ||chorus||
Mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti, mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti ||chorus||
Ugle heere moti, mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti ||chorus||
A……o…….
Bailon ke gale mein jab ghungharu
Jeevan ka raag sunaate hain
Jeevan ka raag sunaate hain ||chorus||
Jeevan ka raag sunaate hain
Jeevan ka raag sunaate hain ||chorus||
Gham koson door ho jata hai
Khushiyon ke kanval muskaate hain
Khushiyon ke kanval muskaate hain
Khushiyon ke kanval muskaate hain
Khushiyon ke kanval muskaate hain
o……..
Sun ke rehat ki aawaazein
Sun ke rehat ki aawaazein
Yun lage kahin shehnaai baje
Yun lage kahin shehnaai baje ||chorus||
Sun ke rehat ki aawaazein
Yun lage kahin shehnaai baje
Yun lage kahin shehnaai baje ||chorus||
Aate hi mast baharon ke
Dulhan ki tarah har khet saje
Dulhan ki tarah har khet saje ||chorus||
O mere desh ki dharti…..
O mere desh ki dharti sona ugle
Ugleh heere moti, o mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti ||chorus||
O mere desh ki dharti sona ugle
Ugleh heere moti, o mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti ||chorus||
Jab chalte hain is dharati pe hal
Mamta angdaaiyaan leti hai
Mamta angdaaiyaan leti hai
Kyun na pooje is maati ko
Jo jeevan ka sukh deti hai
Jo jeevan ka sukh deti hai ||chorus||
Mamta angdaaiyaan leti hai
Mamta angdaaiyaan leti hai
Kyun na pooje is maati ko
Jo jeevan ka sukh deti hai
Jo jeevan ka sukh deti hai ||chorus||
o……
Is dharti pe jisne janam liya
Is dharti pe jisne janam liya
Usne hi paya pyaar tera
Usne hi paya pyaar tera ||chorus||
Yahan apna paraya koi nahin
Yahan apna paraya koi nahin
Hai sab pe hai Maa upkaar tera
Hai sab pe hai Maa upkaar tera ||chorus||
Is dharti pe jisne janam liya
Is dharti pe jisne janam liya
Usne hi paya pyaar tera
Usne hi paya pyaar tera ||chorus||
Yahan apna paraya koi nahin
Yahan apna paraya koi nahin
Hai sab pe hai Maa upkaar tera
Hai sab pe hai Maa upkaar tera ||chorus||
Mere desh ki dharti
O mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti, mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti ||chorus||
O mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti, mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti ||chorus||
Yeh baag hai Gautam Nanak ka
Khilte hain aman ke phool yahan
Khilte hain aman ke phool yahan ||chorus||
Khilte hain aman ke phool yahan
Khilte hain aman ke phool yahan ||chorus||
Gaandhi, Subhash
Gaandhi, Subhash, Tagore, Tilak
Aise hain chaman ke phool yahan
Aise hain chaman ke phool yahan ||chorus||
Rang hara hari Singh Nalve se….
Rang laal hai Lal Bahadur se
Rang bana basanti Bhagat Singh
Rang bana basanti Bhagat Singh ||chorus||
Rang aman ka veer Jawahar se
Rang aman ka veer Jawahar se ||chorus||
Mere desh ki dharti
O mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti, mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti ||chorus||
O mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti, mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti ||chorus||
Mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti, mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti
Ugle heere moti, mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti
Aa….. ||chorus||
||Chorus||
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti
No comments:
Post a Comment